Fazail-e-Jihad
Jo shakhs mar gya aur jihad na kya aur jihad ka khyal b kbi is kay dil main na aaya, tou is ke mout aik qism k nafak pr hoye.
Fazail-e-Jihad
Jannat main dakhil honay kay bad koi shakhs dunya main is khyal se wapis aany ko pasand na kary ga k zameen main jo kuch ha us ko phir mil jaye,
haan shaheed ye aarzou kary ga k dunya main wapis jaye aur dus (10) martba mara jaye.
Is lye k wo shahdat ke aazmat aur sawab ko janta ha. (Bukhari, Muslim)
Fazail-e-jihad
Jo shakhs khuda ke rah main zakhmy kya jaye, tou qaymat k din is haal main aaya ga k is k zakhm se khoon jari ho ga. Is kay khoon ka rang tou khoon jisa ho ga liken is ke bou mushk ke se ho ge. (Bukhari,Muslim)
No comments:
Post a Comment
Thanx For Visiting islamicpoints view