Muhammad (S.A.W) ki Khususiyat.
1. Aap ka saya zameen par nai parta tha.
2. Aap pe kabi makhi nai bethi thi.
3. Aap ko kabi jamai nai aye.
4. Aap jaise aagy dekhty thy waise hi pichee dekhty thy.
5. Aap jis janwar per sawar hwy wo kabhi nahi bagha.
Phir aaj HAQ k liye jaan fida kare koi
Wafa bhi jhoom uthe yun wafa kare koi
Namaz 1400 saalon se intezaar mein hay
HUSSAIN ki tarhan mujhko ada kare koi
Hazrat Hussain R.A
sab se khush kismat insaan woh hai jisay yeh yaqeeen hu kay mera rab mujhe maf kar de ga
No comments:
Post a Comment
Thanx For Visiting islamicpoints view