Fazail-e-Jihad
Shaheed (khoon ka pahla qatra girty he) baksha jata ha, (nazah kay waqt assy) jannat main is ke raahissh gahh (rahny ke jaga) dakhye deti ha, issy aazab qabr se mehfooz rakha jata ha, wo bari gabraht (aazab dozakh) se maoon rahyaa ga, is k sir pr waqar ka taaj rakha jaye ga. (Tirmizi, Abn-e-Maja)
Fazail-e-jihad
Har shakhs ka amal marny k bad khatm ho jata ha sawya is shakhs k jo khuda ke rah main mahifzat karta hoya mary. Is shakhs k amal ka sawab qyamat tk bartha rahta ha aur qabr kay fitnay se b mamoon rahta ha.
(Tirmizi, Abu-Daoud)
No comments:
Post a Comment
Thanx For Visiting islamicpoints view