*Fazail-e-Jihad*
Hadees:
Jo shakhs mar gya aur jihad na kya aur jihad ka khyal b kbi is kay dil main na aaya, tou is ke mout aik qism k nafak pr hoye.
*Fazail-e-Jihad*
Jannat main dakhil honay kay bad koi shakhs dunya main is khyal se wapis aany ko pasand na kary ga k zameen main jo kuch ha us ko phir mil jaye,
haan shaheed ye aarzou kary ga k dunya main wapis jaye aur dus (10) martba mara jaye.
Is lye k wo shahdat ke aazmat aur sawab ko janta ha.
(Bukhari, Muslim)
No comments:
Post a Comment
Thanx For Visiting islamicpoints view